Windows 10 Computer Ke Color, Theme, Background Change Kaise Kare

Kya aap windows 10 use karte hai! aagar karte hai to ye post sirf aapke liye, kyu ki main aaj is post me dikhane wala hu ki windows 10 computer and laptop ke color, theme, background change kaise karte hai. Dosto aagar aap kafi dino se windows 10 istemal karte ho to sayed aapko iske bareme pata hai lekin aagar aap hali me windows 10 istemal karna start kiya hai to aapko sayed in sabke bareme nahi pata, aagar nahi pata to is post ko thik se padne ke bad aapko bhi pata chal jayega.

Ye bat to main bhi janta hu ki aaj jo main share karne jaraha hu wo bahut easy ek tips hai, lekin dosto mere yakin maniye main jab pahili bar windows 10 istemal karna start kiya tha mujhe kafi problem howa tha in sab chizo ko karne ke liye, aur main nahi chahat hu ki meri trha koi dusra problem face kare. to dosto chaliye dekhte hai kaise windows 10 pc ke theme, color etc change karte hai.

windows-10-computer-ke-color-theme-kaise-change-kare

Windows 10 Pc Ke Theme, Color, Background Change Kaise Kare ?


Step 1. Pehle aap aapne Start par click karke Settings icon par click kare, yafir aap notification option par jakar All Settings par click kare, to aapke samne ek settings page khul jayega. Aagar aapko settings option nahi milta to aap aapne mouse ke right click kare uske bad "Personalisation" par click kare to aapke samne ek page khul jayega.

Step 2. Aabhi aagar aapko color change karna ho to aap color option par click kare, aur aagar theme, background change karna hai to aap us option par click kare.
windows-10-computer-ke-color-theme-kaise-change-kare
Step 3. Aagar aapko Background change karna hoto aap just "Browse" par click kare uske bad aapke computer se koibhi photo set kare. Aur aagar aapko Color Change kar hoto aap "Color" par click kare aapko bohut sare color milega jo aapko pasandhai us par click kare aapke color change ho jayega. Aagar theme change karna hoto "Theme" change karna hoto same theme ke upar click kare ukse bad Theme settings par click karke aapne pasand ke theme use kare.

To dosto aagar aapko post accha laga hai to post ko aapne friends ke sath jarur share kare, kuch bhi sawal puch na hoto niche comment karke puch sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

प्रधानमंत्री फसल बीमा योजना|ऑनलाइन आवेदन |

जन आधार कार्ड बनवाने का प्रोसेस

विंडोज 10 नि: शुल्क सक्रिय करें कैस करे, बिना लाइसेंस कुंजी के